Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAshiana (1952)
HomeAshiana (1952)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya
main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re paglepan ki peer wo jaane bichhade jiska meet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal kahe ye duniyaa main deewana din ko dekhun sapne deewani duniyaa kya jaane deewani duniyaa kya jaane ye sapne hain apne ye sapne hain apne ghaayal mann ki hansi udaaye ye duniyaa ki reet re main paagal chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki ye mera dukhiyaa jeevan hai hoonk kisi deewaane ki mann ke toote taar bajaa kar gaaun apne geet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal
mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare bechain mere dil ko bas ek baar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale nazaren churane waale nazaren to chaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa
aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa meri zindagi ki raaten aa dard se basaa de meri zindagi ki raaten aa dard se basaa de dil soz se hai khaali ik aag si laga de meri khushi ka daaman aa taar taar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa chhayi huyi ghataa mein jaise chhupa ho paani chhayi huyi ghataa mein jaise chhupa ho paani tunjh mein chhupi huyi hai meri bhi zindgani main to hoon saath tere ye aetbaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa
mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai daaman na tera chhodun main tujhse na muh modun daaman na tera chhodun main tujhse na muh modun ho din ya raat teri yaad saat ye reet kabhi na todun mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai rut aaye chali jaaye meri preet na murjhaaye rut aaye chali jaaye meri preet na murjhaaye chali jaye bahar tera intezar mere dil se kabhi na jaaye mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai raaton ko ginu taare dil tadap tadap haare raaton ko ginu taare dil tadap tadap haare chale gham ke teer dil dhare na dheer kahe aao mere pyaare mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai
o madam o o madam o o o madam hey do se ho gaye ek hum na phanka na ghum o madam o mister a aa aa mister dil ka horn aaj khushi se baje pam pam o mister papa khush mama khush papa khush mama khush dekh ke apni jodi wo kya jaane apni shaadi ki muddat hai thodi kal ki kisne dekhi pyaare aaj manate gham o mister o madam o o o madam hoo do se ho gaye ek hum na phanka na ghum o madam o mister o o o mister dil ka horn aaj khushi se baaje pam pam o mister marriage ki ye raat hai ho ooo kitni suhaani marriage ki ye raat hai ho ooo kitni suhaani o lekin meri bulbul marriage hai aani jaani aani jaani jaani aani aani aani jaani jaani lekin meri bulbul marriage hai aani jaani kaun ye jaane kab pad jaaye divorce ka bam o madam o o madam o o o madam hoye do se ho gaye ek hum na phanka na ghum o madam o mister o o o mister dil ka horn aaj khushi se baaje pam pam o mister marriage to hai ek gubbaara hey marriage to hai ek gubbaara kabhi na phoole sara maar maar ke phunkein thak
sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja naye shikari naye nishane bhool ja apne dard purane naye shikari naye nishane bhool ja apne dard purane nazara din chaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja teri jawani ke kitne sawere loot ke le gaye ghum ke lutere teri jawani ke kitne sawere loot ke le gaye ghum ke lutere ghum nahin haar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja aankhon hi aankhon mein ek kahani kahti hai tujhse meri jawani aankhon hi aankhon mein ek kahani kahti hai tujhse meri jawani ishara hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja sama hai bahaar ka lele maza pyaar ka aaja aaja sanwre aaja aaja banwre ho aaja
tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath khamosh kinaare soye hain hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm khamosh kinaare soye hain chup chaap hain nadiyaa ki lehren ithlaate huye tum aa jaao lehron mein rawaani ho jaaye tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath beeti huyi ghadiyon ki yaaden hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm beeti huyi ghadiyon ki yaaden aise mein agar hum dohraayen masoom muhabbat muskaaye bedaar jawaani ho jaaye tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Naa Jaanun Ashiana (1952) 04:00 12742
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:00   Song Number : 12742   

Main Paagal Mera Ashiana (1952) 03:36 12743
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12743   

Mera Qaraar Ashiana (1952) 03:18 12741
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 12741   

Mera Quraar (Female) Ashiana (1952) 03:32 12740
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:32   Song Number : 12740   

Mere Piya Se Koi Ye Ashiana (1952) 04:04 12744
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:04   Song Number : 12744   

O Madam Do Se Ho Gaye Ek Hum Ashiana (1952) 03:29 37806
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Randhir Kapoor, Mohana
Duration : 03:29   Song Number : 37806   

Sama Hai Bahaar Ka Ashiana (1952) 03:27 36738
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:27   Song Number : 36738   

Tum Chaand Ke Saath Ashiana (1952) 03:38 12745
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:38   Song Number : 12745